Baas Ek Baat Kehke Jaana Chahte Hein Hum

Teri Ek Ada Mein Ghayal Ho Gaye Tujhe Dekha Jabh Dobara Tere Pyar Mein Paagal Ho Gaye Hum Tu Chhod Kar Jo Chali Gayi Humey Gham Ki Duniya Mein Kahin Kho Gaye Teri Bewafai Ke Zakhm Abhi Bhi Dard Dard Karte Hain Ey Bewafa Sanam Hum Tumhe Abhi Bhi Yaad aTe Hain paagal Ho Chuke [...]

Rukh-e-Shabab Sy Aanchal Jo Sarakta Dekha

Rukh-e-Shabab Sy Aanchal Jo Sarakta Dekha Chaand Aakhash k Jhurmat Sy Nikalty Dekha Mujh Ko Mehsoos Hua Dard-e-Judai Kia Hy Main Ny Ek Phool Ko Tehni Sy Bikharty Dekha Zindagi Kia Hy Mere Dost Tu Mujh Sy Pooch MainNy Gulshan Ko Baharo’n main Ujarty Dekha

Jis jagah jao sunayi degi insaanon ki baat

Wamiq Jaunpuri tujh se mil ke dil me.n rah jaatii hai aramaano.n kii baat yaad rahatii hai kise saahil pe tuufaano.n kii baat vo to kahiye aaj bhii zanjiir me.n jhankaar hai varnaa kis ko yaad rah jaatii hai diivaano.n kii baat kyaa kabhii hogii kisii kii tuu magar ai zindagii jaan de kar ham [...]

Ehsaas ki qaid se kar de rihaa

Zaka Siddiqui jiite rahane kii sazaa de zindagii ai zindagii ab to marane kii duaa de zindagii ai zindagii mai.n to ab uqtaa gayaa huu.N kyaa yahii hai qaayanaat bas ye aa_iinaa haTaa de zindagii ai zindagii Dhuu.NDane nikalaa thaa tujh ko aur Khud ko kho diyaa tuu hii ab meraa pataa de zindagii ai [...]

Phool o Khushbu saba zam zamen

Zubair Rizvi zindagii tujh se mil kar zamaanaa huaa aa tujhe aaj ham maikade le chale.n raat ke naam ho.NTho.n ke saaGar likhe.n apanii aa.Nkho.n me.n kuchh rat-jage le chale.n kyaa hassi.n log hai.n aa.Nkh aaho.n kii hai.n aur lab pankha.Dii in kii aaraa_ish-e-Khal-o-Khat ke liye apanii aa.Nkho.n ke ham aa_iine le chale.n ajanabii chehare [...]

Mujhe tum nazar se

By Masroor Anwar mujhe tum nazar se giraa to rahe ho mujhe tum kabhii bhii bhulaa naa sakoge na jaane mujhe kyuu.N yaqii.n ho chalaa hai merii yaad ko tum miTaa naa sakoge merii yaad hogii jidhar jaaoge tum kabhii naGmaa ban ke, kabhii ban ke aa.Nsuu taD.apataa mujhe har taraf paaoge tum shamaa jo [...]

Aankh se dor na ho

Aankh se dor na ho dil se utar jayega waqt ka kya hai guzarata hai guzar jayega itna manoos na ho Khilvat-e-Gam se apni tu kabhi Khud ko bhi dekhe ga to Dar jayega tum sar-e-rah-e-wafaa dekhte rah jaoge aur wo baam-e-rafaqat se utar jayega zindagi teri ataa hai to ye jaane vala teri baKhshish [...]