Le gaye Khaak mein ham

bas ki dushwaar hai har kaam ka aasaa.N honaaa aadamii ko bhii mayassar nahii.n insaa.N honaa giriyaa chaahe hai Kharaabii mere kaashaane kii dar-o-diivaar se Tapake hai bayaabaa.N honaa waa-e-diiwaangii-e-shauq ke har dam mujh ko aap jaanaa udhar aur aap hii hairaa.N honaa jalvaa az_bas ke taqaaza-e-nigah karataa hai jauhar-e-aaiina bhii chaahe hai mizaGaa.N honaa [...]