Teri qasam ka aitebar nahi
aa ki merii jaan mein qaraar nahii.n hai taaqat-e-bedaad-e-intazaar nahii.n hai dete hai.n jannat hayaat-e-dahar ke badale nashshaa baa_andaazaa-e-Khumaar nahii.n hai giriyaa nikaale hai terii bazm se mujh ko haaye! ki rone pe iKhtiyaar nahii.n hai ham se abas hai gumaan-e-ranjish-e-Khaatir Khaak me.n ushshaq kii Gubaar nahii.n hai dil se uThaa lutf-e-jalvaa haaye ma_anii Gair-e-gul [...]






