Mar ke bhi chain na paya to
Ibrahim Zauq ab to ghabaraa ke ye kahate hai.n ke mar jaaye.nge mar ke bhii chain na paayaa to kidhar jaaye.nge tum ne Thaharaa_ii agar Gair ke ghar jaane kii to iraade yahaa.N kuchh aur Thahar jaaye.nge ham nahii.n vo jo kare.n Khuun kaa daavaa tujh par balqi puuchhegaa Khudaa bhii to mukar jaaye.nge aag [...]






