Jawani

Jawani

log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain,
itna darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain.
main na jugnu hun diya hun na koi tara hun,
roshni wale mere nam se jalte kyun hain.
nind se mera talluq hi nahin barson se,
khwab aake meri chat pe tahalte kyun hain.
mod hota hai jawani ka sambhalne ke

Related posts:

  1. Jab Aaya Jawani Ka Mausam
  2. Aisa Filmo Mein Hota hai
  3. Dard Kyun Nahi Kam Hota Mera
  4. App Ko Appna Banana Cahata Hoon
  5. Wo Judai Ka Manzar

Leave a Reply