Khak mein mill k bhi kehta hai
hm na samjhey teri nazroon ka taqaza kiya hai
kabi jalwa kabi perda ye tamasha kiya hai
muje madhoosh sa rakha hai tere ankhoon ne
wrna saqi tere mekhaney mein rakha kiya hai
dekh laila tere majnoon ka kalija kiya hai
khak mein mil k b kehta hai k bigra kiya hai
Related posts:
- Kehta hai dil
- chand alwida kehta hai
- Tera Milna To Abb ek Khawab Hi Lagta Hai
- Kabhi dil ko tarpati hai
- Andheron mein nazar aayegi raah






