Siye Hun Honth

Roo-b-roo, go ki, bahaaney hazaar kartee hun!
Yaar, par, sach hai, ki, mein tujhko pyaar kartee hun!
Guzar rahi hai umra hijra ki dopaharee mein;
Siye hun honthh, ki, kah deyn na, ‘Tum pai martee hun’!!

-abd bundeli

Related posts:

  1. Rooh key roo ba roo
  2. ek pal aisa na mila
  3. Yaaroun key yaar
  4. ham hain ki ro bhi na sakey
  5. Paas aao to tumhain chho key

Leave a Reply