ASCII Sms & Messages

Collection of Funny ascii sms messages & ascii text arts. Funny Assci Most Recent and updated. World famous ASCII Sms collection

Archive for the 'Urdu Poetry' Category


Rafta Rafta Tumhe Bholna Paray Ga

Ye Aalaam_ay Haste Ye Dor-e-Zmaana To Kya Ab Tumhain Bhol Jana Paray Gaa? Nahee Bholta Saif Vo ehd-e- Tamana Mgr Rafta Rafta Bholna Paray Ga  

Kahan se laayen fursat

Kahan sy Laayen Fursat Hum Gham-E-Duniya k Liye Jo Jagyn to Wo Khayalon k Malik, . . Jo Sooyen to Wo Khuwabon k Malik..

Tu Agar Bewafa Hai To Kya Gham

Dil-e-Nadaan To Mohabbat Ki Sada Deta Hai, Jise Chaho To Wohi Shakhs Daga Deta Hai, Phir Main Us Se Kyun Mohabbat Ki Tawaqqo Rakhon, Jo Har Baat Raqeebon Ko Bata Deta Hai, Tu Agar Bewafa Hai To Kya Gham, Dil-e-Nadaan Tujhe Or Jeene Ki Dua Deta Hai, Tum Samjhte Ho K Har Shakhs Na Samajh [...]

Tumne Shayeri Kyun Chhor Di

”WAJHA” Sub pochtay hain k Tum ny shaairi q choar di, Mudaton sy khuch q nahin likha ? Kaisy keh don, K ab… DUKH lafzon main Bayan nahe hotay..!

Dil to kia aankhon ko bhi khabar na howi

Itne chupke se meri rooh mein samae ho k DiL tu kia aankhon ko b khabar na hoi Socha tha ek umar guzaren ge par tere saath tu ek shaam bhi basar na hoi.

Humse koi baat karo

Mere pehlu mein bhe ik shamma jala karti hai, Jis ki lo se teri tasvir bana krti hai, Samny tere zuban band rehti hai, Dil ki jo bat hai woh aankh adaa krti hai, Chup kyon ho? ham se koi baat karo, Aisy khamoshi se to takleef barha karti hai,  

Chaand ne pocha jagne ka sabab

Hr Lamha Bechain,Har pal Udaas hy Logon ka hajom hy aur tanhai ka Ehsas Hy Pochta hy Chand mjhse jagny ka sabab Kese kahun wo h¡ door hy jo sb se”KHAS” hy