Archive for the 'Urdu Poems' Category


Sach To Yehi Hai Ke

Sannate mein Bhi Ek Awaaz Si Guungunati Hai Bebas Insaan Ki Majbooriyan Bahut Kuch Bol Jaati Hai!! Zaroori Nahi Ke Dard Ki Koi Zubaan Ho!! Bheed Mein Rehkar Bhi Apni Tanhai Bahut Kuch Batati Hai!! Bas Yeh Ek Ehsaas Baaki Hai Mujh mein Ke Main Abhi Zinda Hoon!! Varna, Yeh Zindagi Har Naye Roop-Rang mein [...]

Ussay meri chup nay rulaa diya

Ussay apne farda ki fikar thi wo jo mara waqif-e-haal tha wo jo us ki subh-e-urooj thi wohi mera waqt-e-zawal tha mera dard kaisay wo janta meri baat kaisay wo manta… wo to khud fana k safar may tha ussay rokna bhi mahaal tha… kahan jao gya mujhay chor kar main pooch pooch kar thak [...]

Dil ko bachaye rakhna

apni khud’dari ko harr lamha bachaye rakhna dost tum zeest ka maiyaar banaye rakhna maum ki tarha pighal jayega ikk din woh bhi shart itni hai k lau uss se lagaye rakhna raah jeene ki nazar aayegi dushwar bohot hausla dil ka beher haal barhaye rakhna

Abhi Kuch Dair Baqi hai

abhi kuch dair baki hay khizan kay beet janay main gulon kay muskuranay main khushi kay geet ganay main baharon kay zamany main abhee kuch dair baki hay

Kehti Hai Nigaah Unki

Ab Bhi Kisi Ki Aankh Ko, Mera Intezar Hai Chalakte Hain Aansoo, Aur Dil Bekaraar Hai Dekhte Hain Jab Kabhi, Wo Humko Raah Mein Kehti Hai Nazar Ab Bhi, Pyar Beshumaar Hai Karte Hain Yaad Har Pal, Aur Humko Khabar Nahi Unke Zehan Par Aaj Bhi, Mera Ikhtiyaar Hai

Gunahoon Ka Azaala

Loog duniyaan mein piyaar to beikhtiyaar kerte hain Kuch jaan ko nisaar aur kuch zindagee aazaar kerte hain Mere gunahoon ka azaala ho bhi to kaise ho Dekhiye  woh kaise kaise raste humwaar  kerte hain Mujhko der hai kahin band na ho jaye meri harkate qalb Jhuki palkon se jab woh besakhta israar kerte hain [...]

Tujhe iss tarah se chahun ke

Yun hi sochti hoon main aksar Tujhe kis tarah saza doon????? Teri aarzoo karu aur phir tera khayal tak bhula doon ??? Tujh ko khuwabon main apne bula kar apni raatein sabhi jala doon ?????