Kisi Ke Aansu Hum Kya Pochte
Haqeeqt Me Woh Hame Chod Gaaya Woh Lamha Koi Jaadu Nahi Tha Kyun Choda Usne Bhala Mujhe Woh Koi Santh Yaa Saadhu Nahi Tha Kya Batae Kisi Ke Aansu Hum Kya Pochte Jab Ke Hamare Khudke Aansu Pe Hamara Qaabu Nahi Tha
Haqeeqt Me Woh Hame Chod Gaaya Woh Lamha Koi Jaadu Nahi Tha Kyun Choda Usne Bhala Mujhe Woh Koi Santh Yaa Saadhu Nahi Tha Kya Batae Kisi Ke Aansu Hum Kya Pochte Jab Ke Hamare Khudke Aansu Pe Hamara Qaabu Nahi Tha
KITNI AJEEB JUDAI THI KE TUJE ALWIDA BHI NA KEH SAKE, TERI SADGI ME ITNA FAREB THA KE TUJE BEWAFA BHI NA KEH SAKE….
Dillagi hi dillagi me dil gaya Dil lagane ka natiza mil gaya mai ro raha hon ki mera dil gaya tum kyon hans rahe ho tum ko kya mil gaya ~~~~~~~Rahi~~~~~~~~
tanaai me mujhe aksar dosto ki yaad aati hai. dosto ke sath bitaye un lamhoo ki yaad aati hai. Aankhe roti aur dil tarasta hai mera unhe milneko. lekin Aankhe rote rote hi soojati hai…….Akram
Zindagi Ki Jaan Fashani Mein Kya Paaya Kabhi Dard Paaya, Kabhi Gham Be-Inteha’n Paaya Tut_te Tut_te Bhi Hum, Kuch Yun Tutey ALAM Ki Baad Bikharne Ke Humein, Na Koi Samet Paaya
nishaan dekhe mere lahoo k apne ashqon main mera qatil oonhe dekh zaar zaar roya supurde -khaq ho gaye jab hum…. khaq le kar apne haathon main baar baar roya
Najane kuch dino se ……………………. Lafzo kho gaye hai mere sayad Kaise Main Haal-e-Dil byaan karun Chuba ho jaise Teer seene mea Kaise iss Marz ki main dawa karun Rona chahti hun par ro nahi sakti Uski yaad ko Kaise main Ruksat karun Likha hai aaj bhi Unka naam Dil par Kaise main kisi aur [...]