http://www.poetryguru.com/xd_receiver.htm Jagjit Singh Ghazals, Download Jagjit Singh Inteha Lyrics, Old & Latest Ghazals

Entries in the ‘Jagjit Singh Ghazals’ Category:

Yaad aayunga

aaina saamane rakhoge to yaad aayunga – (2)
apani julfon ko sawaaroge toh yaad aayunga – (2)
aaina saamane rakhoge to yaad aayunga
bhul jaana mujhe aasaan nahi hai itana – (2)
jab mujhe bhulana chaahoge toh yaad aaunga – (2)
aaina saamane rakhoge to yaad aayunga
ek din bheege the barsaat mein hum tum dono – (2)
abb jo barsaat ne [...]

Leave a Comment

Manzilein kya hai raasta kya hain

Manzilein kya hai, raasta kya hai – (2)
hausala ho toh faasla kya hai – (2)
manzilein kya hai, raasta kya hai
woh saja deke dur ja baitha – (2)
kisase puchhu meri khata kya hai – (2)
jab bhi chaahega chhin lega woh – (3)
sab usika hai aapka kya hai – (2)
tum hamaare kareeba baithe ho – (3)
abb dawa [...]

Leave a Comment

Kuch khona kuch paana chalata rehata hai

Kuch khona kuch paana chalata rehata hai – (2)
saanson ka afsaana chalata rehata hai
Kuch khona kuch paana chalata rehata hai
abb bhi chidiyaan chug jaati hai kheton ko – (3)
do ik din pachhataana chalata rehata hai – (2)
saanson ka afsaana chalata rehata hai
Kuch khona kuch paana chalata rehata hai – (3)
waqt ka aana jaana chalata rehata [...]

Leave a Comment

Khoob nibhe gi hum dono mein

khoob nibhegi hum dono mein – (2)
mere jaisa tu bhi hai
thoda jhuta main bhi thehara -2
thoda jhuta tu bhi hai
khoob nibhegi hum dono mein, mere jaisa tu bhi hai
jung anaa ki haar hi jaana, behtar hai abb ladane se – (2)
main bhi hoon tuta tuta sa -2 bikhara bikhara tu bhi hai
main bhi hoon tuta [...]

Leave a Comment

Inteha aaj ishq ki kar di

inteha aaj ishq ki kar di – (2)
aap ke naam jindagi kar di – (2)
inteha aaj ishq ki kar di
tha andhera garib khaane mein – (3)
aap ne aake roshani kar di – (4)
denewaale ne unako husn diya – (3)
aur ata mujhako aashiqi kar di – (4)

Leave a Comment

Hum aa gaye

aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye – (2)
hum ko le aayi mohabbat aapki, hum aa gaye
aap ke dil ne hamein aawaaz di, hum aa gaye
apane aane ka sabab hum kya bataaye aap ko – (2)
baithe baithe yaad aayi aap ki, hum aa gaye – (2)
hum hai dilwaale bhala hum par kisi [...]

Leave a Comment

Din dooba tum yaad aaye

din dooba tum yaad aaye – (2)
din dooba tum yaad aaye
dip jala tum yaad aaye – (2)
din dooba tum yaad aaye
jab jab mere aangan mein – (3)
phul khila tum yaad aaye – (2)
darwaaje par aahat se – (3)
dil dhadaka tum yaad aaye

Leave a Comment

  • Page 1 of 2
  • 1
  • 2
  • >
 

You need to log in to vote

The blog owner requires users to be logged in to be able to vote for this post.

Alternatively, if you do not have an account yet you can create one here.

Powered by Vote It Up